AutoCad (Automatic Computer Aided Drafting) ek Engineering Software hai Jis ko Autodest, Inc. ne 1982 me develop kiya tha, ye 2d, 3d draft or design create karny k liye use kiya jata hai or 2010 se to mobile or cloud based application k tor par bhi use ho raha hai.
AutoCad Actually, big engineering projects me use hota hai, Is k bad CNC start hoti hai, Kuch log kehty han k Autocad me drawing kafi mushkil hai, Un k liye good news hai k Aaj kal autocad me drawing karny ki jaga OCR(Optical Character Recognition) Software use kiya ja raha hai, Jis k through kisi bhi old physical drawing ki computer me soft-copy hasil ki ja sakti hai.
Now You Can Watch Complete Auto-Cad Video Tutorials in Urdu Hindi.
Please mention, If you’ve found any issue with above video links.